|
|
 |
| |
| |
| |
 | BROWSE |  |
|
|
|
|
|
|
KALPANAA
KALPANAA
Aaj kyon merii kalpanaa neeravataa ke Aanchal men munh chhipaakar sisak- Sisak kar darakatii diiwaaron se lagkar Vilakh – vilakh kar hai ro rahee
Kaun see aisee bhayankar aag hai Jo usake hriday men hai dhadhak rahee Usake tan-man ko khad- Foos kii tarah hai jalaa rahee
Akshay jeet aur haar kii paTaraanee Kyon sookh gaii vishh kaa ek ghoonT peekar Main vismit khadaa dekhataa rahMore ... | Added: Friday, 18 November 2005 Modified: |
|
|
|
|
|
|
|
|
IS SANDHYAA WELAA MEIN
IS SANDHYAA WELAA MEIN
Sandhyaa ke is dhumil welaa mein Tan kii sookhii daalii par Gagan mein udataa panchhii saa man Thhaharane ko hai taras rahaa
Dil abhimaan kar rooTh rahaa Aansoo palakon se chhalak rahaa Rah-rah kar yah ashrudhaaraa CharaNon ko dhone umad rahii
Jisane rachii nadiyaa, pahaad, tare Sooraj, chand, paanii, angaare Wah kyaa is tan-sandhyaa ko Aane se rok More ... | Added: Thursday, 21 July 2005 Modified: |
|
|
|
|
|
|
|
|
PUSHHPALATAA KAA RISHTAA
PUSHHPALATAA KAA RISHTAA
Umra pachaas paar kar gayaa Jiine kaa bukhaar utar gayaa Apane achche aur bure karmon kaa Hisaab yaad aa gayaa
Ab jiine aur jogane kaa Junoon utar gayaa Jiine kii uddaam laalasaa Ulajh kar dard ban ga-ii
Lahakate angaare chehare par Umra kii dhool jam ga-ii Man virakti kaa bojh Dhone lagaa Jiine kaa uddaam khatm ho gayaa
Ab to aanMore ... | Added: Thursday, 21 July 2005 Modified: |
|
|
|
|
|
|
|
|
MAAN
MAAN
Maan mat ho tum udaas Ko –ii tumhaare paas rahe na rahe Mai hun na tumhare paas Maan mat ho tum udaas
Tumhaari sevaa kartavya hai meraa Yah na ko – ii ehsaan Mataa – pita kaa rin aaj tak Utaar saki hai kya ko-ii santaan
Rom – rom par karz hai tumhaaraa Rug – rug mein hai tumhaaraa lahoo Dharati par wo dravya kahaan Jise dekar ho sakoon urrin
Tumhaarii mamataa ke bal par hiiMore ... | Added: Sunday, 10 July 2005 Modified: |
|
|
|
|
|
|
|
|
JINDAGII NE DIYAA TO BAHUT KUCHH
JINDAGII NE DIYAA TO BAHUT KUCHH
Jindagii ne diyaa to bahut kuchh Par bahut der se diyaa Roshanii bhii hu – ii dhoop bhii khilii Par sooraj madhyantar ke bad nikalaa
Ek jamaanaa aisa bhii aaya Jab na khushii thii , na gam thaa Har mod par rulanewalaa thaa Hansaanewalaa ko –ii nahiin thaa
Aasaman par chand – tare bhii nikale the Par wakta se pahale jaa chuke the Kabhii hMore ... | Added: Sunday, 10 July 2005 Modified: |
|
|
|
|
|
|
|
|
MILAN KE DIN BIIT GAYE
MILAN KE DIN BIIT GAYE
Tootakar motii bikhar gaye Sapane ho gaye choor Chupachaap khade ham dekhate rahe Kagaa le gayaa chun Aayaa na aisaa din kabhii Jo hotaa tumhaare naam Tumse merii subah hotii Hotii tumhiin se shaam Aa – ii na aisii ko – ii shaam
Jindagii ke dorahe par Ham the majaboor Tum bhii the magaroor sanam Sadaa rahe door – door Ghoot – ghoot kar ham jiite rMore ... | Added: Sunday, 10 July 2005 Modified: |
|
|
|
|
< Previous 5 10 15 20 25 Next >
|
|
|