Koi kisi kaa hale dil mudkar puchhta nahIn Jo jata yahan se,kabhi lauTakar ata nahin Bhari mahfil men mere pyar ko jis kadar Be-aabru kiya, aisa koi bulakar karta nahin Jahan kuchh log bafa karke sharmate nahin Vhin jafa karne vala jafadar sharmata nahin Apni betabi badhakar,uski kadmon tak ko le Jata nahin,aaj tanha dil baiThkar rota nahin Kyon n cikhun kisi ko yad kar, meri aavaj Ko sunkar koi kyon kar aata nahIn Dr. Srimati Tara Singh | |